Ulte Karam Lyrics sung by “Lashcurry” This mesmerizing track showcases the exceptional talents of artists, Lashcurry. The Music is given by Aditya Pushkarna while Ulte Karam Lyrics are written by Lashcurry beautifully complement the emotional depth of the song. Stay tuned to explore the lyrical depth of Ulte Karam exclusively on KaanPhod Music.
Ulte Karam Lyrics
Mere karam hai ulte thode
Sab garam hai hood ke chhore
Pahaadon pe bhutte tode
Aur redi pe kulche chhole
Hum muddo main mukke chhode
Phoonk phoonk launde Mukesh ho rahe
Jhuk jhuk tere ghutne fhode
Thu thu thu
Aa city ko zone main bol de laya kaun
Indore se bombay viacom
Mere shor se floor pe chhaye maun
Chhod ke aaya main maaya ko
Seene main ghusti barood hai bhai
Chai ki chuski nagori chai
Punch dene main bruce lee malum na bhai
Dikhata main susti paalun na ghai
Srushti tawade
Ab Main nahi toh kaun batao bey
Sunoge toh bhond ho jaoge
Bada banane pe phone lagaoge
Tere kandhe pe basta
Mere kandhe pe sheher hai
Tere batwe main naksha
Mere batwe main zeher hai
Mere batwe main zeher hai
Kab bujhegi pyaas
Manzil ki aas
Seene me aag bhasam
Hum khule mijaaz
Par unn ke khilaaf
Jo karte hain laakh jatan
Ab banenge baaz batak
Haan curry ke bars chatak
Ab banenge baaz batak
Lashcurry hai kya
Bhai tera bhajanon main gaata tha
Tha Tha shabdon ki goliyan
thhan thhan thhan
Matlabi bhaiyon se naata na
Chale dhad dhad beaton pe ra ta ta
Padenge dhaid dhaid tujhe gher gher
Dher dher pade paer paer
Bhed bhed chale sheher sheher
Kare her-pher bechein zeher veher
Thaare matthe pe chadh chuki Deemak
Mujhe dekh tujhe chhuti hai killas
Utaar denge jhaayin Poori bandon ki
Jab bhi bandok ki toot ti hai pinnak
Main laun tere ghar talwar
Kari harkat agar teri gardan baahar
Sargam saath dikhe darjan bhar
Karoon har dum kaam chale ghar sansaar
Burden lage tere bartan 4
Aasman pairon taley mere sar par chand
Balshaali verbally phad phad baaz
Baney sajjan dete mujhe adchan laakh
Bachchan bol tere bade bade
Khade khade hara doon
main rap tere parey varey
Aire gaire kare mujhe arey varey
Ab bol
galeypade saanp mere bhai bhai kare kare
Khulla bolta khulla khata haqq se
Jab main aata dumm dabata bhaggke
Tathya likhta sach zuban se tapke
Poochhte sab tu lash kahan tha kab se
Mere bande classic
Jebon main beedi aur machis
Tu bann raha hai gangsta online
Par chintit hai biwi aur Walid
Mere karam hain ulte thode
Sab garam hain hood ke chhore
Pahaadon pe bhutte tode
Aur redi pe kulche chhole
Hum muddo main mukke chhode
Phoonk phoonk launde Mukesh ho rahe
Jhuk jhuk tere ghutne fode
Thu thu thu …
Haan baat teri meethi meethi meethi meethi kyun
Teri he-he khee-khee se main kitni durr
ghisi piti baate likhi kyun
Negativity bt-viti beeti kyun
daal main daal ki kami thi
Par ab toh ghee Bina hoti nahi roti hazam
Shukriya logon ka jisne bhi pyaar Diya
Koti koti naman
Pehle din the kharab mere khwabon ke liye
main Leta tha roz hi kafan
Kala yeh jaan se badhkar
Banata na main roti rozi ka fun
main monitor kar deta teacher ka kaam
Bacche sudhaarun main kheenchta kaan
Laga dali hai keechad main taang
Jo suna maine kiske feature ka daam
Mere karam hai ulte thode
Sab garam hai hood ke chhore
Pahaadon pe bhutte tode
Aur redi pe kulche chhole
Hum muddo main mukke chhode
Phoonk phoonk launde Mukesh hore
Jhuk jhuk tere ghutne fode
Thu thu thu.
Ulte Karam Song Credits
Credit | Details |
---|---|
Song | Ulte Karam |
Singer(s) | Lashcurry |
Featuring | Lashcurry |
Music | Aditya Pushkarna |
Lyrics | Lashcurry |
Label | KaanPhod Music |
LyricshubX FAQs
Who are the singers of the song Ulte Karam?
The talented Lashcurry lend their voices to the song Ulte Karam.
Who is the music composer for Ulte Karam?
The music for Ulte Karam is composed by Aditya Pushkarna.
Who penned the lyrics for Ulte Karam?
The lyrics for Ulte Karam are written by Lashcurry.
Who are the featured artists in the music video of Ulte Karam?
Lashcurry is featured in the music video of Ulte Karam.
Under which label was Ulte Karam released?
Ulte Karam is released under the label KaanPhod Music.
“Ulte Karam” Exploration
Discover the enchanting lyrics of Ulte Karam Lyrics on LyricsHubX.com, where each verse unfolds like petals of a delicate flower, revealing the essence of love in its purest form. Dive into the depths of emotion as you explore the heartfelt words and captivating melody of this timeless song. Let LyricsHubX.com be your guide on a journey through the intricacies of Ulte Karam Lyrics where every line resonates with the universal language of the heart.